Monday, 29 July 2013

aaj bhi uski aankhon main raaz wohi tha,

aaj bhi uski aankhon main raaz wohi tha,
chehra wohi tha chehre ka libaas wohi tha..
kaise bewafa keh dun us ko yaroo,
aaj bhi us k deakhne ka andaaz wohi tha

No comments:

Post a Comment